Featured Post

Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki uske siwa kisi ki ibadat na karo aur

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Al Quran : Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki uske siwa kisi ki ibadat na karo aur Maa baap (parents) ke saath bhalaii (neki) karte raho aur agar tumhare samne unmein se ek ya dono budhapey ko pahunch jaye to unhey UFF bhi na kaho aur na unhey jhidako aur unsey adab se baat karo aur unkey samne shafqat se aajazi ke saath jhuke raho aur kaho ki 
رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا
Eh Mere RABB jaise unhone ( mere maan baap ne) mujhe bachpan se paala hai isi tarah tu bhi un par raham farma 
Surah Al-Isra (17), Verse 23-24 

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day