Posts

Showing posts with the label Surah Al-Luqman

Featured Post

Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai

Image
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith: Har wo Shakhs  jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai ------------- ★ Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta   Surah Luqman, (31), # 18 ✦ Abdullah bin Masud radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramya   Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh   ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai)   Jamia Tirmizi,Jild 2,377-Hasan -------------