Posts

Showing posts from June 19, 2016

Featured Post

Whoever says below when he hears the Mu'adh-dhin

✦ Whoever says below when he hears the Mu'adh-dhin (means After Adhan) Allah will pardon his sins for him -------------- ✦ Sa'd bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu narrated that :Allah's Messenger Sallallahu Alaihi wasallam said: "Whoever says, when he he ars the Mu'adh-dhin (means After Adhan) : (Wa Ana Ashadu An La Ilaha Illallah, Wahdahu La Sharika Lahu, Wa Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluhu, Radittu Billahi Rabban Wa Bil-Islami Dinan, Wa Bi Muhammadin Rasulan) 'I too testify that none has the right to be worshiped but Allah, Alone without partners, and that Muhammad is His slave and Messenger, I am pleased with Allah as my Lord, with Islam as my religion and Muhammad as a Messenger.' Allah will pardon his sins for him." Jamia Tirmizi, Book 2, 210-Sahih

सा'द बिन अबी वक्कास रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है

✦ सा'द बिन अबी वक्कास रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स मुअज़्ज़ीन की अज़ान सुनने के बाद ये कहे वा अना अशहादू अन ला ईलाहा ईलअल्लाहु वाह्दहू ला शरीका लहू, वा अन्ना मुहम्मदन अब्दुहु वा रसूलुह, रादीतु बिल्लाहि रब्बन वा बिल-इस्लामी दीनन, वा बी मुहम्मदीन रसूलन ( तर्जुमा: मैं गवाही देता हूँ की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही, वो अकेला है उसका कोई शरीक नही, और बेशक मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम उसके बंदे और रसूल हैं, मैं राज़ी हूँ अल्लाह के ऱब होने पर, इस्लाम के दीन होने पर और मुहम्मद सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम के रसूल होने पर) तो अल्लाह सुबहानहु उसके गुनाह माफ़ फरमा देता है जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 1, 200-सही ----------------------------------------

Mafhum-e-Hadith: Azan ke baad ye kahne par Allah subhanahu uske gunah maaf farma deta hai

Image
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Mafhum-e-Hadith: Azan ke baad ye kahne par Allah subhanahu uske gunah maaf farma deta hai -------- ✦ Sad bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs muazzin ki azan sunne ke baad ye kahe  وَأَنَا أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ وَأَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ  رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ رَسُولاً  Wa Ana Ashadu An La ilaha illallah, Wahdahu La Sharika Lahu, Wa Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluhu, Radittu Billahi Rabban Wa Bil-Islam Dinan, Wa Bi Muhammadin Rasulan ( Tarjumah: Main gawahi deta hu ki Allah ke siwa koi mabud nahi, wo akela hai uska koi sharik nahi, aur beshak Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam uske bande aur Rasool hain, main raazi hu Allah ke RAB hone par, Islam ke deen hone par aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke rasool hone par) to Allah subhanahu ...

Jabir Radiallahu anhu: Whenever we went up a place we would say Takbir,

Narrated Jabir Radiallahu anhu: Whenever we went up a place we would say Takbir, and whenever we went down we would say, "Subhan Allah." {Sahih Bukhari: Vol. 4, Book 52, Hadith 237} 

Mafhum: Jab bulandi pe chadho to Allahu Akbar kaho aur jab Niche utro to SubhanALLAH kaho

Image
Bismillahirrahmanirrahim  Mafhum: Jab bulandi pe chadho to Allahu Akbar kaho aur jab Niche utro to SubhanALLAH kaho Jabir Radi Allahu anhu ne bayan kiya ki jab ham Bulandi (Up) par chadhte to Allahu Akbar kahte aur jab Nichey (down) utar te to Subhan Allah kahte the. {Sahih Bukhari: Vol.4, 2994} -------------------------- ------------------------

The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said,

Narrated Abu Huraira: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Religion is very easy and whoever overburdens himself in his religion will not be able to continue in that way. So you should not be extremists, but try to be near to perfection and receive the good tidings that you will be rewarded; and gain strength by worshipping in the mornings, the nights."  {Sahih Bukhari: Vol. 1, Book 2, Hadith 39}  It was narrated from Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him that the Messenger of ALLAH said: "Whoever calls people to true guidance, will have a reward equal to that of those who follow him, without that detracting from their reward in the slightest. And whoever calls people to misguidance, will have a (burden of) sin equal to that of those who follow him, without that detracting from their sins in the slightest. {Sunan Ibn Majah, Vol1, 206-Sahih} Dua: (يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْبِي عَلَى دِينِكَ) Ya Muqallib al-Quloob, Thabbit Qalbi Ala Deenik O Alla...

Hadith: Beshaq Deen aasan hai aur jo shaksh deen mein sakhti ikhtiyar karega

Image
Bismillahirrahmanirrahim  Hadith: Beshaq Deen aasan hai aur jo shaksh deen mein sakhti ikhtiyar karega Deen us par ghalib aa jayega.  Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya beshaq Deen aasan hai aur jo shaksh deen mein sakhti ikhtiyar karega Deen us par ghalib aa jayega ( yani us ki sakhti na chal sakegi) islie apney Amal mein pukhtagi  (continuity) ikhtiyar karo aur jahan tak mumkeen ho mayana rawi (naa bahoot zyada naa bahoot kam) barto aur khush ho jao , aur Subah ,Dopahar mein aur sham mein aur kis qadar raat mein (Ibadat se) madad hasil karo  {Sahih Bukhari, Vol 1, 39}  Anas bin Malik Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jis Dawat deney waley ne bhi Gumrahi ki Dawat di aur uski pairwi ki gayee to usko pairwi karney walon ke barabar gunaah milega aur pairwi karne walo ke gunah mein koi kami nahi hogi aur jis dawat dene walon ne hidayat ki taraf ...

Al Quran : And whatever good you send forward for yourselves

Al Quran : And whatever good you send forward for yourselves , you will certainly find it with Allah, better and greater in reward. And seek Forgiveness of Allah. Verily, Allah is Oft-Forgiving, Most-Merciful .  {Surah Al-Muzzammil 73, #20}  Narrated Abu Huraira Radi Allaho Anho: Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If any one of you improve (follows strictly) his Islamic religion then his good deeds will be rewarded ten times to seven hundred times for each good deed and a bad deed will be recorded as it is."  {Sahih Bukhari, Vol 1, Book 2, No. 41} It is narrated on the authority of Abu Huraira that the Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said Allah, the Great and Glorious, said: Whenever my bondsman intends to do good, but does not do it, I write one good act for him, but if he puts it into practice I wrote from ten to seven hundred good deeds in favour of him.  When he intends to commit an evil, but does not actually do it, do not record i...

Hadith Qudsi: jab mera banda neki karne ka irada karta

Image
Bismillah irrahman Nirrahim Hadith Qudsi: jab mera banda neki karne ka irada karta hai magar usko karta nahi to bhi main uske liye ek neki likh deta hu Al Quran : Jo kuch neki (tum) aagey bhejogey apney wastey to usko Allah ke paas behtar aur badey Ajar ki cheez paogey aur Allah se bakhshish maango beshaq Allah Bakhshney wala aur nihayat Raham wala hai  {Surah Al-Muzzammil 73, #20}  Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki tum mein se koi shakhsh jab apney islam ko umdah bana le (yani Nifaq aur riya se paak kar le) to har neik kaam jo wo karta hai uskey ewaz 10 se lekar 700 guna tak nekiyan likhi jati hain aur har bura kaam jo wo karta hai wo utna hi likha jata hai ( jitna usney kiya) {Sahih Bukhari, Vol.1, 42}  Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu farmata hai jab mera banda neki karne ka irada karta hai magar usko karta nahi t...

Surah Al-Muzzammil 73, #20

ab mera banda neki karne ka irada karta hai

Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu

Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu : A man asked the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam , "What Islamic traits are the best?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Feed the people, and greet those whom you know and those whom you do not know." {Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253} Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, "The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam used to do so." {Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264} __._,_.___

Hadith: khana khilao aur salam karo usey bhi jisey tum pahchantey ho aur usey bhi jisey tum nahi pahchantey.

Image
Bismillahirrahmanirrahim Hadith: khana khilao aur salam karo usey bhi jisey tum pahchantey ho aur usey bhi jisey tum nahi pahchantey. Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo usey bhi jisey tum pahchant ey ho aur usey bhi jisey tum nahi pahchantey. {Sahih Bukhari,Vol.7, 6236} Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzrey to unhoney bachchon ko salam kiya aur kaha ki Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya kartey they (yani bachchon ko salam kartey they) {Sahih Bukhari,Vol.7, 6247}

Narrated Aisha Radi Allahu Anha:

Narrated Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam was asked, "What deeds are loved most by Allah?" He Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The most regular constant deeds even though they may be few." and added, 'Don't take upon yourselves, except the deeds which are within your ability."  {Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 472} Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu :I asked the Prophet Peace be upon him "Which deed is the dearest to Allah?"  He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause."  {Sahih Bukhari, Volume 1, Book 10, Number 505}   __._,_.___

Hadith: kaunsa amal Allah Subhanahu ke najdik ziyada pasand hai?

Image
Bismillahirrahmanirrahim  Hadith: kaunsa amal Allah Subhanahu ke najdik ziyada pasand hai? Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha gaya ki kaunsa amal Allah Subhanahu ke najdik ziyada pasand hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jis par hameshgi ki jaye (yani constantaly kiya jaaye) chahey wo thoda hi ho, aur farmaya ki Neik kaam ka rney mein itni hi takleef uthao jitni Taqat ho {Sahih Bukhari, Vol7, 646} Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki  Allah taala ki baargah mein kaunsa Amal ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapney farmaya Allah ke raastey mein Jihad karna.  {Sahih Bukhari, Vol 1, # 527}  -------------------------- ---------