Bismillahirrahmanirrahim Al Quran : Beshak humne is (Quran) ko Shab--e-Qadr mein nazil kiya hai, Aur Aapko kya Malum ki Shab-e-Qadr Kya hai, Shab-e-Qadr Hazar mahino se behtar hai ismein farishte aur rooh nazeel hote hain, Apne Rab ke hukm se har kaam par, wo subah Roshan hone tak salamati ki raat hai Al Quran: Surah Al-Qadr (97) --------------------- Al Quran : We have indeed revealed this (Quraan) in the Night of Power, And what will explain to thee what the night of power is? , The Night of Power is better than a thousand months, Therein come down the angels and the Spirit , by Allah’s permission, on every errand, Peace!...This until the rise of morn! Al Quran: Surah Al-Qadr (97) --------------------- بے شک ہم نے اس (قرآن) کو شب قدر میں نازل کیا ہے اور آپ کو کیا معلوم کہ شب قدر کیا ہے شب قدر ہزار مہینوں سے بہتر ہے اس میں فرشتے اور روح نازل ہوتے ہیں اپنے رب کے حکم سے ہر کام پر وہ صبح روشن ہونے تک سلامتی کی رات ہے القرآن