Posts

Showing posts with the label tabrani Al Kabeer

Featured Post

Subah ko padhne ka azkar

Image
Bismillahirrahmanirrahim  ----------- ✦ Abdul Rahman Radi Allahu anhu apne walid se rivayat karte hain ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam humko sikhaya karte they ki jab subah ho to ye kaha karo  أَصْبَحْنَا عَلَى فِطْرَةِ الْإِسْلَامِ وَعَلَى كَلِمَةِ الْإِخْلَاصِ وَعَلَى دِينِ نَبِيِّنَا مُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَعَلَى مِلَّةِ أَبِينَا إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا مُسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنْ الْمُشْرِكِينَ --------- ✦ Asbahna Ala Fitratil Islam , Wa Ala kalimatil ikhlas Wa Ala deeni Nabeeyeena MUhammadin Sal-Allahu Alaihi Wasallam Wa Ala Millati abeena Ibrahima Haneefan Musliman, Wama kana minal mushrikeen --------- ✦ Humne Fitrat e islam par aur Kalma e Ikhlas par, aur apne Nabee Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke deen par aur apne walid Ibrahim Alaihi Salam jo musalman they aur mushriko mein se na they ki millat par Subah ki. --------- At Tabrani - 293-Sahih Masnad Ahmed 14938-Sahih As-SilSila As-Sahiha , 2905 ========= ...

Jahannam ki aag se aazadi dilane wali dua

Image
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Jahannam ki aag se aazadi dilane wali dua ------------------ ✦ Harith bin Muslim Al - Tamimi Radi Allahu Anhu apne walid se se rivayat karte haiin ki  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab tum subah ki namaz se farig ho jao to 7 baar ye dua padho اللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ Allahumma Ajirni Minan Naar Eh  Allah mujhe Jahanam ki aag se bacha Agar tumne  ye dua padh li aur us din tumhari wafat ho gayee to tumhare liye Jahannam ki aag se aazadi likh di jayegi  aur jab magrib ki namaz se farig ho jao tab bhi 7 baar ye hi dua padh liya karo , agar tumne  ye dua padh li aur raat mein tumhari wafat ho gayee to tumhare liye  jahannam ki aag se aazadi likh di jayegi Al-Mu'jam Al-Kabeer, Tabrani, 16425, Hasan Nata'ij Al-Afkar ,1/162, Hafiz Ibn hajar -Hasan ---------------

Aayat Al Kursi ki fazilat

Image
 قَالَ َرَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ قَالَ :  سُورَةُ الْبَقَرَةِ فِيهَا آيَةٌ سَيِّدَةُ آيِ الْقُرْآنِ ، لا تُقْرَأُ فِي بَيْتٍ وَفِيهِ شَيْطَانٌ ، إِلا خَرَجَ مِنْهُ آيَةُ الْكُرْسِيِّ  المستدرك على الصحيحين ٢٦٥٢-صحیح  قَالَ لِي إِذَا أَوَيْتَ إِلَى فِرَاشِكَ فَاقْرَأْ آيَةَ الْكُرْسِيِّ مِنْ أَوَّلِهَا حَتَّى تَخْتِمَ ‏{‏اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ‏}‏ وَقَالَ لِي لَنْ يَزَالَ عَلَيْكَ مِنَ اللَّهِ حَافِظٌ وَلاَ يَقْرَبَكَ شَيْطَانٌ حَتَّى تُصْبِحَ، صحیح بخاری ٢٣١١   قَالَ رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : مَنْ قَرَأَ آيَةَ الْكُرْسِيِّ فِي دُبُرِ كُلِّ صَلَاةٍ مَكْتُوبَةٍ لَمْ يَمْنَعْهُ مِنْ دُخُولِ الْجَنَّةِ إِلَّا أَنْ يَمُوتَ  السلسلہ صحیحہ حدیث ٧٤٩-صحیح  الطَّبَرَانِيُّ فِي الْكَبِيرِ  ٦٥٣٢ حسن  صحيح الجامع  ٦٤٦٤ صحیح Bismillahirrahmanirrahim ✦ Aayat Al Kursi ki fazilat -------------------- ✦ Hadith 1:  Rasoo...