Featured Post

Teen Qisam ke log aise hai jinka zaameen Allah Subhanahu hai (yani unki hifazat Allah ke zimme hai)



*Bismillahirahmanirrahim*

*Hadith: Teen Qisam ke log aise hai jinka zaameen Allah Subhanahu hai (yani unki hifazat Allah ke zimme hai)*
--------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya teen Qism ke log aise hai jinka zaameen Allah Subhanahu hai (yani unki hifazat Allah ke zimme hai) Ek wo Jo Allah Subhanahu Ke raste main jihad ke liye nikle Allah Subhanahu uska zaameen hai ya usay maut de Kar Jannat main dakhil karega ya ajer de aur ganimat ke sath wapas lautaega, dusra wo shakhs Jo Masjid ki taraf chala Allah Subhanahu uska zaameen hai ya usay wafat de Kar Jannat main dakhil karega ya ajar aur ganimat ke sath wapas lautayega teesra wo shakhs Jo apne ghar main salam Kar ke dakhil hua Allah subhanahu uska bhi zaameen hai
Sunan Abu Dawud, Jild 2, 722-Sahih
-----

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day