Featured Post

Jahannami aur jannati logo ki pahchan

Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith:  Jahannami aur jannati logo ki pahchan
--------------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Har Badmijaz (bure mijaz wala) , Ziyada khane wala, Mutakabbir (ghamandi), bahut ziyada maal jama karne wala aur bada bakheel Ahl-e-Naar (Jahannami) mein se hai aur kamzor aur dabe huye (maglub) log jannati hain
Al-Silsila-Tus-Sahiha,Jild 1,63
Masnad Ahmed-214 /2-Sahih
Al-Hakim-499 / 2 

✦ Rasool-Allah Sal-Allaahu Alaihi Wasallam ne farmaya  Musalman ek aant mein khata hai (yani kam khata hai) aur kafir saaton aanto mein khata hai(yani bahut zyada khata hai)
Sahih Bukhari, 5396
----------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day