Featured Post

La ilaha illAllah kahne ki fazilat





Bismilahirrahmanirrahim 



✦ La ilaha illAllah kahne ki fazilat

----------------

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din sabse ziyada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche Dil se La ilaha illAllah kahe
Sahih Bukhari , Jild 1, 99 

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Agar koi banda Qayamat ke din is halat mein pesh ho ki usne La ilaha illAllah ka iqrar kiya ho aur us se uska maqsood Allah subhanahu ki khushnudi hasil karna ho to Allah subhanahu dozakh ki aag ko us par haram kar dega 
Sahih Bukhari Jild 7, 6423

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jiska aakhri kalma La ilaha illAllah hoga wo jannat mein dakhil hoga
Sunan Abu dawud,Jild 2, 1339-Sahih
----------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day