Featured Post

✦ Cheenk aane par padhne ki dua




Bismillahirrahmanirrahim
✦ Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi cheenke (sneezing) to 'Al-Hamdulillah' kahe aur uska bhai ya uska saathi YarhamukAllah(ALLAH tum par raham karey) kahey, jab saathi Yarhamukallah kahe to uske jawab mein cheenkne wala kahe Yahdikumullah wa Yuslihu balakum (yani Alllah tumhe seedhe raaste par rakhe aur tumhare haalat durast karey)
Sahih Bukhari, Jild 7, 6224
----------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day