Featured Post

Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai
-------------
★ Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta 
Surah Luqman, (31), # 18

✦ Abdullah bin Masud radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramya
 

Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh 
ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs
jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai) 
Jamia Tirmizi,Jild 2,377-Hasan
-------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day