Featured Post

Behatreem Aurat ki nishaniya

Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Hadith : Behatreem Aurat ki nishaniya 
-------------
✦ Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se pucha gaya ki behatreen aurat kaunse hai ? to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmya 
wo aurat jisko uska shohar jab dekhe to wo usko khush kar de, 
aur jo hukm wo (shohar) usko de wo uski farmabardari kare 
Aur apne Nafs aur daulat mein uske khilaf koi kaam na kare
Sunan Nasaii, Jild 2, 1143-Sahih
-------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day