Featured Post

✦ Mafhum-e-Hadith: Abu hurairah Radi allahu anhu ki yaad-dasht

Bismillahirrahmanirrahim
✦ Mafhum-e-Hadith: Abu hurairah Radi allahu anhu ki yaad-dasht 

------------------------

✦ Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai maine Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam se arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam maine aapse bahut see ahadith aaj tak suni hai lekin main unhe bhul jata hu , Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya apni chadar phailao aur aapne apne haath se ek lap (chullu) bhar kar chadar mein daal diya aur farmaya isko apne badan se laga lo, phir maine badan se laga liya aur uske baad kabhi koi hadith nahi bhula
Sahih al-Bukhari , Jild 5, 3648 
------------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day