Featured Post

Hadith: 3 tarah ke logo ki namaz unke kaano se aage nahi badhti yani qubul nahi hoti


Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Hadith: 3 tarah ke logo ki namaz unke kaano se aage nahi badhti yani qubul nahi hoti
---------------------------
✦ Abu Umamah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo ki namaz unke kaano se aage nahi badhti (yani Qubul nahi hoti), bhaga hua gulam jab tak ki wapas na aa jaye, aisee aurat jo is halat mein raat guzare ki uska shohar us se naraz ho, aur logo ka aisa imam jisko log napasand karte ho
Jamia Tirmizi, Jild 1,340-Sahih
--------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day