Featured Post

Hadith :jo shaksh hathyar se apne bhai ki taraf ishara karey to farishte us par laanat bhejte hain


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith :jo shaksh hathyar se apne bhai ki taraf ishara karey to farishte us par laanat bhejte hain 
----------
✦ Hazrat Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jo shakhs hathyar se apne bhai ki taraf ishara kare to farishte us par laanat karte rahte hain jab tak ki aisa karne se ruk na jaye chahe wo uska saga bhai ho.
Sahih Muslim, Jild 6, 6666  

✦ Hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu-alaihi-wasallam ne faramaya jisney hum par hathyar uthaya wo hum mein se nahi hai 
Sahih Bukhari, Jild 8, 7070 
----------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day