Featured Post

Khana khane ke baad ki dua


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Khana khane ke baad ki dua 
---------
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ ‏‏ 
---------
✦ Sahl bin Muadh Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs khana khane ke baad ye dua padhega 
to uske tamam pichle gunah maaf kar diye jayenge
Alhamdulillahillazi Atamni haza wa razaqnihi min gairi haulin minni wa la Quwwatin
(tamam tarifein us Allah ke liye hai jisne mujhe ye khana khilaya aur meri kudrat aur taqat na hone ke bawjud ye ata farmaya) 
jamia Tirmizi,Jild 2,1383-Hasan
---------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day