Featured Post

Hadith: Jo koi Shab e Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyat se ibaadat ke liye khada ho to uske tamam pichle gunaah baksh diye jayenge

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Jo koi Shab e Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyat se ibaadat ke liye khada ho to uske tamam pichle gunaah baksh diye jayenge 
------------------------
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jo koi Shab e Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyat se Ibadat ke liye khada ho to uskey tamam pichle gunaah baksh diye jayenge aur jisne Ramadan mein Imaan aur sawab ki niyat ke saath roze rakhe uske pichle tamam gunaah maaf ho jayenge
Sahih Bukhari, Vol3, 1901
------------------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص شب قدر ایمان کے ساتھ محض ثواب آخرت کے لیے ذکر و عبادت میں گزارے ، اس کے گزشتہ گناہ بخش دئیے جاتے ہیں
صحیح بخاری، جلد ٣ حدیث ١٩٠١

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day