Featured Post

✦ Sham ke waqt padhne ki dua ✦


Bismilahirrahmanirrahim 

✦ Sham ke waqt padhne ki dua
---------------------
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jab sham ho to ye dua padha kijiye 
اللَّهُمَّ بِكَ أَمْسَيْنَا وَبِكَ أَصْبَحْنَا وَبِكَ نَحْيَى وَبِكَ نَمُوتُ وَإِلَيْكَ الْمَصِيرُ
Allahumma bika Amsayna wa bika Asbahna wa bika nahya wa bika namutu wa ilaik Al Mashir

✦ Ya Allah humne tere hi naam se shaam ki aur tere hi naam se subah ki aur teri hi naam se jeete hain aur tere hi naam par marenge aur teri hi taraf luat kar jana hai 
Sunan Ibn Maja, Jild 3, 749-Sahih
---------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day