Featured Post

Museebat ya Pareshani mein padhne ki dua


Bismilahirrahmanirrahim 

Hadith : Museebat ya Pareshani mein padhne ki dua 
--------------------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo kisi  museebat ya pareshani mein ho to usko ye dua padhni chahiye 

اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي طَرْفَةَ عَيْنٍ وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ
Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin 
wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha ila anta

Eh Allah main teri Rahmat ka ummeedwar hun so ek lamhey ke liye bhi mujhe mere nafs ke hawaley na kar aur mere sab kaam bana de  tere siwa koi bhi ibadat ke layaq nahi
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1649-Sahih
-------------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day