Featured Post

Mafhum-e-Hadith: Zikr aur durud wali majlis

Bismillahirrahmanirrahim 

Mafhum-e-Hadith: Zikr aur durud wali majlis
.
Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis majlis (mehfil) mein ALLAH subhanahu ka zikr na kiya jaye aur Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam par durud na bheja jaye us majlis wale nuqsan mein hai, Ab agar Allah chahe to unhe azab de aur chahe to unhe bakhs de
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 1304-Sahih

------------------------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day