Featured Post

Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab ghar mein tashreef late to pahle Miswak karte



Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab ghar mein tashreef late to pahle Miswak karte

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Musalmano par agar dushwar na hota ya meri ummat par dushwar na hota to main unko har namaz ke waqt miswak karne ka hukm karta 
Sahih Muslim, Vol 1, 589

Aisha Radhi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab ghar mein tashreef late to pahle Miswak kiya karte
Sahih Muslim, Vol 1, 591

Huddaifa Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab bhi tahajjud ke liye khade hote to Miswak se munh saaf kiya karte
Sahih Muslim, Vol 1, 593

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day