Featured Post

Jisne bagair saboot ke koi fatwa diya jaye uska Gunah us par.......



Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Jisne bagair saboot ke koi fatwa diya jaye uska Gunah us par.......

Al Quran : Afsos hain un logo par jo apne haatho se kitab likhte hain aur phir kahte hain ki ye ALLAH ki taraf se hai taaki is se kuch maal (rupye) kamaye phir afsos hai unke haatho ke likhne par aur afsos hai unki kamayee par 
{AL Quran , Surah Al-Baqarah(2), 79}

Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jo bagair saboot ke koi fatwa diya jaye uska Gunah us par hoga jisney wo fatwa diya .
{Sunan Ibn Majah, Vol 1, 53 Hasan}

           ----------------------------------------------------------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day