Posts

Showing posts from 2016

Featured Post

Quran ki 2 aayatein padhna ya sikhana 2 oontniya hasil karne se behtar ha

Image
Bismillahirrahmanirrahim  ✦ Mafhum-e-Hadith: Quran ki 2 aayatein padhna ya sikhana 2 oontniya hasil karne se behtar hai --------- ✦ Uqba bin Amir Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam hamare paas aaye aur farmaya ki tum mein se kaun chahta hai ki roz subah ko Buthan ya Aqiq ko jaye (ye dono madina ke bazar they) aur waha se bagair kisi gunah ke aur bagair k isi rishtedar ki haq talfi ke do bade bade kuhan wali ootniya laye , humne arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam hum sab isko chahte hain to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se jo koi masjid ki taraf jata hai ki wo Allah ki kitab se do aaytein khud padh le ya sikha de ye uske liye do oontniyo se behtar hai , aur teen(aayatein padhna ya sikhana) teen (oontniyo) se behtar hai , aur char (aayatein padhna ya sikhana) char se behtar hai is tarah aayaton ki tadad oontniyo ki tadad se behtar hai Sahih Muslim, Jild 2 , 1873

उक़बा बिन आमिर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की

✦ उक़बा बिन आमिर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम हमारे पास आए और फरमाया की तुम में से कौन चाहता है की रोज़ सुबह को बूतहान या अक़ीक़ को जाए (ये दोनो मदीना के बाज़ार थे) और वहां से बगैर किसी गुनाह के और बगैर किसी रिश्तेदार की हक़ तल्फि के दो बड़े बड़े कुहान वाली ऊटनियां लाए , हमने अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम हम सब इसको चाहते हैं तो आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम में से जो कोई मस्जिद की तरफ जाता है की वो अल्लाह की किताब से दो आयतें खुद पढ़ ले या सीखा दे ये उसके लिए दो ऊंटनियों से बेहतर है , और तीन (आयतें पढ़ना या सीखाना) तीन (ऊंटनियों) से बेहतर है , और चार (आयतें पढ़ना या सिखाना ) चार से बेहतर है इस तरह आयतों की तादाद ऊंटनियों की तादाद से बेहतर है सही मुस्लिम, जिल्द 2 , 1873

Uqba bin Amir Radi allahu anhu reported

✦ Uqba bin Amir Radi allahu anhu reported When we were in Suffa, the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam came out and said: Which of you would like to go out every morning to Buthan or Al-Aqiq and bring two large she-camels without being guilty of sin or without severing the ties of kinship? We said: Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam , we would like to do it. Upon this he said: Any one of you go out in the Masjid and teach or recite two verses from the Book of Allah. the Majestic and Glorious, That is better for him than two she-camels, and three verses are better (than three she-camels). and four verses are better for him than four (she-camels), and to on their number in camels. Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1756

jo bhi haraf tum surah fatiha aur surah baqara ki aakhri aayato se padhoge to uski maangi huyee cheez tumhe jarur milegi

Image
Bismillahirrahmanirrahim ✦ Hadith : jo bhi haraf tum surah fatiha aur surah baqara ki aakhri aayato se padhoge to uski maangi huyee cheez tumhe jarur milegi ------------ ✦ Abdullah bin Abbas Radi allahu anhu ne kaha ki ek din jibril alaihi salam Nabi Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke paas baithe huye they ki ek bade zor ki aawaz darwaza khulne ki suni aur apna sir uthaya , to jibril alaihi salam ne ka ha ki ye ek darwaza hai aasman ka jo aaj khula hai aur us se pahle kabhi nahi khula phir us se ek farishta utra jibril alaihi salam ne kaha ki ye farishta jo zameen par utra hai wo aaj se pahle kabhi nahi utra aur phir usne kaha ki khushkhabri ho aapko do nooro ki jo aapko inayat huye hain aur ye aapki siwa kisi aur nabi ko nahi mile ek surah fatiha hai aur dusri surah baqara ki aakhri aayatein , aur jo bhi haraf tum usmein se padhoge to uski maangi huyee cheez tumhe jarur milegi Sahih Muslim, Jild 2, 1877 ✦ Abdullah ibn masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu ...

अब्दुल्लाह बिन अब्बास रदी अल्लाहू अन्हु ने कहा की

✦ अब्दुल्लाह बिन अब्बास रदी अल्लाहू अन्हु ने कहा की एक दिन जिब्रिल अलैही सलाम नबी सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के पास बैठे हुए थे की एक बड़े ज़ोर की आवाज़ दरवाज़ा खुलने की सुनी और अपना सिर उठाया , तो जिब्रिल अलैही सलाम ने कहा की ये एक दरवाज़ा है आसमान का जो आज खुला है और उस से पहले कभी नही खुला फिर उस से एक फरिश्ता उतरा जिब्रिल अलैही सलाम ने कहा की ये फरिश्ता जो ज़मीन पर उतरा है वो आज से पहले कभी नही उतरा और फिर उसने कहा की खुशख़बरी हो आपको दो नूरों की जो आपको ईनायत हुए हैं और ये आपके सिवा किसी और नबी को नही मिले एक सुराह फातिहा है और दूसरी सुरह बक़रा की आखरी आयतें , और जो भी हरफ़ तुम उसमें से पढ़ोगे तो उसकी माँगी हुई चीज़ तुम्हे ज़रूर मिलेगी सही मुस्लिम, जिल्द 2, 1877 ✦ अब्दुल्लाह इब्न मसूद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने सुरह अल-बक़रा की दो आखरी आयतें रात में पढ़ ली वो उसके लिए काफ़ी हो जाएगी (आफ़त से बचने के लिए) सही बुखारी, जिल्द 6, 5009

Narrated Abu Mas ud Radi Allahu Anhu, bn Abbas Radi allahu anhu reported that

✦ Ibn Abbas Radi allahu anhu reported that while Gabriel was sitting with the Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam he heard a creaking sound above him. He lifted his head and said: This As a gate opened in heaven today which had never been opened before . Then when an angel descended through it, he said: This is an angel who came down to the earth who had-never come down before. He greeted and said: Rejoice in two lights given to you which have not been given to any prophet before you: Fatihat al-Kitab (Surah fatiha) and the concluding verses of Suarah al-Baqara. You will never recite a letter from them for which you will not be given (a reward).( it means whatever you will recite from them you will be given ) Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1760 ✦ Narrated Abu Mas ud Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "If somebody recited the last two Verses of Surat Al-Baqara at night, that will be sufficient for him. Sahih Bukhari, Vol. 6, Book 61, Hadith 53...

Hum sab allah key banda hai

Image

Hirs un duniya azbulmat

Image

Tum Mein se jo shaksh koi buri baat dekhe aur usko apne haath se rok de to wo shaksh (zimme se) bari ho gaya

Image
Bismillahirrahmanirrahim  Hadith: Tum Mein se jo shaksh koi buri baat dekhe aur usko apne haath se rok de to wo shaksh (zimme se) bari ho gaya ------------- ✦ Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Tum Mein se jo shaksh koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de to wo shaksh (zimmey se) bari ho gaya, agar usmein itni taqat n a ho aur wo zuban se rokey to wo bari ho gaya , aur agar itni bhi taqat na ho to wo Dil se bura samjhey to wo bari ho gaya , ye imaan ka sabse kam darja hai. Sunan Nasaii, Vol 3, 1310 –Sahih

अबू सईद खुदरी रदी अल्लाहू अन्हु

✦ अबू सईद खुदरी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम में से जो शख्स कोई बुरी बात देखे और उसको अपने हाथ से रोक दे तो वो शख्स (ज़िम्मे से) बरी हो गया, अगर उसमें इतनी ताक़त ना हो और वो ज़ुबान से रोके तो वो बरी हो गया , और अगर इतनी भी ताक़त ना हो तो वो दिल से बुरा समझे तो वो बरी हो गया , ये ईमान का सबसे कम दर्जा है. सुनन नसाई, जिल्द 3, 1310 –सही

Abu Saeed Al-Khudri Radi allahu anhu said:

✦ Abu Saeed Al-Khudri Radi allahu anhu said: I heard the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever among you sees an evil and changes it with his hand, then he has done his duty. Whoever is unable to do that, but changes it with his tongue, then he has done his duty. Whoever is unable to do that, but changes it with his heart then he has done his duty, and that is the weakest of Faith. Sunan Nasai ,Book 47, #5012 – Sahih

Hadith: Bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat shaheed hain

Image
Bismillahirrahmanirrahim  ✦ Hadith: Bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat shaheed hain ✦ Safwan bin Umayyah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Taawun se marne wala , pet ke marz se marne wala , paani mein doob kar marne wala , aur bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat ye sabhi shaheed hain is hadith ke ek ravi ne kaha ki ye hadith Abu Uthman Radi Allahu Anhu ne kayee baar rivayat ki hai aur ek baar ye bhi kaha ki ye Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ka irshad hai  Sunan Nasaii, Jild 1, 2056-Sahih ✦ Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Shaheed ki Shafaat uskey gharwalon ke 70 logon ke haq mein Qubul ki jayegi Sunan Abu Dawud, Vol 2, 750 -Sahih

सफवान बिन उमय्या रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है

✦ सफवान बिन उमय्या रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की ताऊन से मरने वाला , पेट के मर्ज़ से मरने वाला , पानी में डूब कर मरने वाला , और बच्चे की विलादत के वक़्त मरने वाली औरत ये सभी शहीद हैं इस हदीस के रावी ने कहा की ये हदीस अबू उसमान रदी अल्लाहू अन्हु ने काई बार रिवायत की है और एक बार ये भी कहा की ये रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम का इरशाद है  सुनन नसाई, जिल्द 1, 2056-सही ✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया शहीद की शफ़ाअत उसके घरवालों के 70 लोगों के हक़ में क़ुबूल की जाएगी सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 750 -सही

Safwan bin Umayyah Radi Allahu Anhu said:

✦ It was narrated that Safwan bin Umayyah Radi Allahu Anhu said: "The plague, abdominal illness, drowning and dying in childbirth are martyrdom." (One of the narrators) said: Abu 'Uthman Radi Allahu Anhu narrated this to us several times, and on one occasion he attributed it to the Prophet. Sunan Nasaii, Book 21, Hadith 2056-Sahih ✦ The Prophet peace_be_upon_him said: The intercession of a martyr will be accepted for seventy members of his family. Sunan Abu Dawud, Book 14, 2516-Sahih

Surah Yunus

Image
Bismillahirrahmanirrahim ✦ AL Quran: Eh logon tumhare RAB ki taraf se naseehat aur dilon ki beemariyo  ki shifa aur momeeno ke liye hidayat aur rahmat aa pahunchi hai  kah do (Quran) Allah ke fazal aur uski rahmat se hai , to us par  unhe khush hona chahiye ye un cheezo se behtar hai  jo wo jama karte hain Surah Yunus (10), 57-58

सुरह यूनुस

✦ अल क़ुरान: एह लोगों तुम्हारे रब की तरफ से नसीहत और दिलों की बीमारियों की शिफ़ा और मोमीनों के लिए हिदायत और रहमत आ पहुँची है ,कह दो (क़ुरान) अल्लाह के फ़ज़ल और उसकी रहमत से है , तो उस पर उन्हे खुश होना चाहिए ये उन चीजों से बेहतर है जो वो जमा करते हैं सुरह यूनुस (10), 57- 58

AL Quran

  O  mankind ! There has come to you a good advice from your Lord (the Quran) and a healing for that (disease of ignorance, doubt, hypocrisy etc) which is in your breasts, - a guidance and a mercy for the believers. Say: In the Bounty of Allah, and in His Mercy therein let them rejoice. That is better than what (the wealth) they accumulate. Surah Yunus (10), 57-58

Allah ki taraf se 10 rahmat aur 10 gunaah maaf aur 10 darjaat buland

Image
Bismillahirrahmanirrahim  ✦ Mafhum-e-hadith- Allah ki taraf se 10 rahmat aur 10 gunaah maaf aur 10 darjaat buland ------------------- ✦ Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din mere sabse nazdeek wo log honge jo mujh par zyada durud bhejte hain  Jamia Tirmidhi, Vol 1, 466-Hasan  ✦ Hazrat Hussain ibn Ali radi Allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Bakheel wo hai jiske samney mera Zikr ho aur wo mujh par Durud na bhejey  Jamia Tirmidhi, Vol2, #1469 – Sahih  ✦ Hazrat Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mujh par Ek martaba Durud bhejega to Allah subhanahu us par 10 martaba rahmat bhejega aur uskey 10 gunaah maaf honge aur 10 darjaat buland hongey  Sunan An Nasaii, Vol1, No. 1300 -Sahih ✦ Abdullah bin Abi talha apney walid se rivayat ka...

अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु, हज़रत हुसैन इब्न अली रदी अल्लाहू अन्हुमा , हज़रत आनेस बिन मलिक रदी अल्लाहू अन्हु, अब्दुल्लाह बिन अबी तल्हा अपने वालिद , अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की

✦ अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया क़यामत के दिन मेरे सबसे नज़दीक वो लोग होंगे जो मुझ पर ज़्यादा दुरुद भेजते हैं  जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 1, 466-हसन  ✦ हज़रत हुसैन इब्न अली रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया बाखील वो है जिसके सामने मेरा ज़िक्र हो और वो मुझ पर दुरुद ना भेजे  जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, #1469 –सही  हज़रत आनेस बिन मलिक रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स मुझ पर एक मर्तबा दुरुद भेजेगा तो अल्लाह सुबहानहु  उस पर 10 मर्तबा रहमत भेजेगा और उसके 10 गुनाह माफ़ होंगे और 10 दरजात बुलंद होंगे  सुनन नसाई, जिल्द 1,  1300 -सही ✦ अब्दुल्लाह बिन अबी तल्हा अपने वालिद से रिवायत करते हैं की एक दिन रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम तशरीफ़ लाए तो आपके चेहरे मुबारक पर खुशी महसूस हो रही थी तो हमने आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा की आपके चेहरे मुबारक पर खुशी की वजह क्या है? तो...