Featured Post

Hadith: Jo shakhs bhi dua maangta hai to ya to Allah usko wo cheez ata farma deta hai ya phir………

Bismilahirrahmanirrahim 

✦ Hadith: Jo shakhs bhi dua maangta hai to ya to Allah usko wo cheez ata farma deta hai ya phir……………
---------------
✦ Hazrat jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo shakhs bhi dua maangta hai to ya to Allah usko wo cheez ata farma deta hai ya phir uske barabar koi burayee ko us se dur farma deta hai bashart ki usne koi gunah ya qata rahmi (rishte todne) ke liye dua na ki ho
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1305-Sahih
----------------

Comments

Popular posts from this blog

Dua e Noor-to get Noor (light) in heart and body

✦ Namaz mein salam pherne ke baad ye dua padhna sunnat hai

When you read this while entering the mosque, you will be free from the devil for a whole day